Maide Ki Tezabiyat
Tezabiyat ke liye thanda doodh piyein. Saunf aur mishri ka pani mufeed hai. Mirch masala kam karein.

Maide Ki Tezabiyat
Tezabiyat ke liye thanda doodh piyein. Saunf aur mishri ka pani mufeed hai. Mirch masala kam karein.
Bad Hazmi
Bad hazmi ke liye saunf, ajwain aur kala namak mila kar khayein. Pudina ka pani piyein. Khana aaram se chabayein.