Badbudar Saans
Badbudar saans maide ki kharabi, daanton ki safai na hone ya liver ki kamzori se.
Pudina ke patte chabayein, saunf khayein aur din mein 2 baar ghararay karein.
Daant rozana 2 baar brush karein, zubaan saaf karein, badbu khatam ho jayegi.
